|
|
Ghazals SMS |
|
Rahe pholo kitara zindagi apki,chand se bi hasen ho zindagi apki,kabhi ghum ki parchai na pare ye dua ha meri,hr pal khushio se bhari rahe zindagi apki
|
|
|
|
Zabt ke aakhri hadon ko sr kr jana
Zindage gham he sahe hans k basr kr jana
Unchey mahal basaney sy kahin behtr hai
Kisi k dil may chota sa ghar kr jana.
|
|
|
|
Ye arzu thi k aisa b kuch huwa hota,
Meri kami ne tuje b rula diya hota,
Ma lowt ati teri simat ek lamhe main,
Tere labon ne maira naam tu liya hota.
|
|
|
|
|
Hum YAAD rahe to theek warna BHULA dena.
Ho koi KHATA humse to hamen SAZA dena.
Waise to hai hum
GEELY kagaz ki manind,
LEKHA jaye to
theek warna
JALA dena.PER KABHE ALWIDA NA KEHNA.
|
|
|
Mjhe apne zabt pe naz tha sare bazm raat ye kia hua.meri ankh kase chalak gayi mjhe ranj hai ye bura hua.meri zindagi ke charag ka ye mizaj koi naya nahi.kbi roshni kbi teergi kbi jala hua kbi bujha hua.jo nazar bacha k guzar gaye mere samne se abi abi.ye mere hi shehr k log thay.mere ghr se ghr mila hua.mjhe jo b dushmn-e-jan mila wohi pukhta kar-e-jafa mila.na kisi ki zarb galt pari na kisi ka teer khata hua.mjhe apne zbt pe naz tha..
|
|
|
|
|
Täbner Jö MiL Jäti Tö Ek KhWäb Böht thä
Jo Shks Gänwä Bethä Hön,
Näyäb Böht thä
Ma Kasy Bächä Letä Käshti-E-DiL Kö?
Däryä-E-Möhbt Ma SeLäb Bøht thä.
|
|
|
Tanha tanha rehny ko"Dil" karta hai
Jany kun"Gum" saheny ko dil karta hai
Teri "Ankhin" etni achi lagti hain
Anson ban kar "Behny"ko dil karta hai
Meri har aik "Sans"nechawar hai tum par
Aaj "Tumhain" ye kehny ko dil karta hai
Wo mera hai or "Tabasum"main
Os k "Man" main rheny ko dil karta hai.
|
|
|
"Bas Eik Pal"
Ek pal aesa de do jis mei zindagi ki har khushi ho.
Ek pal aesa de do jis me tumhara sara khulus ho.
Ek pal aesa de do jis me tumhara har dukh mujhe mil jaey.
Ek pal aesa de do jis me sari zindagi tumhari chahat me kurban kar doon.
"BAS EK PAL" da
|
|
|
gham-e-zindagi tere rah mein,shab-e-arzoo tere chah mein
jo ujar gaya wo basa nhe,jo bichar gaya woh mila nahe
jo dil-o-nazar ka saroor tha
mere paas reh keh b door tha,
wohi ek gulaab umeed ka
mere shak-e-jaan pe khila nahe
mera humsafar jo ajeeb hai,
to mein b hon ajeeb tar,
usay manzilon ki khabar nahe mjhay raaston ka pata nahe,
pus-e-karwaan,sar-e-rehguzar mein hara hon to is liye
k qadam to sab se mila liye mera dil kisi se mila nahi
|
|
|
|
Masrof hen din raat uneh waqt kahan hy
Wo hmse karen bat uneh waqt kahan hy
Be-tabi-e-dil ka uneh andaza kahan hy
samjhen mere jazbat uneh
waqt kahan ahan hy
Is dil mei sulagte huay sholoon ko wo dekhein
Ay waqt-e-mulaqat uneh waqt kahan hy paper kasa hoa hai"
"Inbox";"2008-05-23 22:14:58";"+923006754575";"Tumhare
pyar mein zalim kuch is tarha ghaayl huy.
__ (.' ') < )_, - - . LL .,.,'.,.
Ab To Ansoo Bhi Nikaltay Hain Rasta Badal Badal kar.
|
|
|
|
kabhi gulzar si,
kabhi bezar si,
kabhi khushi hamare sath sath,
kabhi ghamon ki barsat si,
kabhi tofaan mein bhi hein raste,
kabhi manzilon ka pata nahi,
kabhi do qadam pe zindagi,
kabhi saddion tak intizar si,
kabhi har pal imtihan hai ,
kabhi bin mange inaam si, ) |
|
|
|
|
|
|